संदेश

फ़रवरी, 2017 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Blogspot par blog kaise banay?

चित्र
Apni free blogging website kaise banay?  Blogspot par aap apni free website bana sakte he. Blogger par aapko domain name kharidne ki jarurat nahi he. Blogspot aapko free domain provide karta he. Yaha aap apni free website bana sakte he or agar aap custom domain use karna chahe he to bhi kar sakte he. Domain kya he?  Domain website ka pata hota he. Jaise .com, .in, .net, .co.in, or alag alag country ke hisab se bhi hote he. Jaise india ka .in, pakistan ka .pk, ye sab domain name he.  To apni website bana kar aap bhi apni online pehchan bana sakte he. Aaj ke samay ki mang he is liye kisi bhi insan ko online pehchan banana jaruri he. Kyuki aaj ki tarikh me har insan online he fir chahe vo facebook, twitter, instagram, ya online shopping ho. Insan online kam karna pasand kar rahe he. To kyu na aap bhi apni ek website banay. Aaj me aapko blogspot par free blog kaise banay uski jankari dunga. Blogspot blog kaise banay?  Blogspot par blog banane ke liye

Youtube monetization enable kaise kare or video ko monetize kaise kare or video ko monetize kaise kare?

चित्र
YouTube monetization enable kaise kare or video ko monetize kaise kare?  Youtube ek aisa platform he jaha koi bhi paise kama sakta he. Lekin Jyadatar log youtube sirf video's dekhne ke liye use karte he. Or ho sakta he aap bhi yahi karte honge. Par kya aapne kabhi socha he ki aap bhi youtube se paise kama sakte he. Ha kyu nahi aap bhi youtube se paise kama sakte he. Iske liye aapko youtube channel banana padta he or usme video's upload karke unhe monetize karke adsense se connect kar ke paise kama sakte he. Agar aapka youtube channel nahi he to pehle ek channel banay. Aaj me bataunga ki youtube monetization enable kaise kare or video ko monetize kaise kare.  Sabse pehle youtube par login kare. Uske bad youtube ka home page khulega usme left side me dikh rahe youtube option par click kare jaisa scrin shot me dekh raha he.  1: Jaise hi aap option par click karenge to dikhega my channel us par click kare. Fir aapka channel dikhega usme video manager dikhega us p

Youtube par video kaise upload kare?

चित्र
How to upload a video on YouTube?  Aaj ham mobile, se youtube, par video upload karna sikhenge.  Bahut se log, chahte he ki vo bhi youtube, par video, upload kare or paise kamay. Par unko ye pata nahi hota ki video ko youtube par kaise upload kare? To aaj me aapko is post me youtube video upload karna sikhaunga step by step.  Sabse pehle aap apne browser ko open kare or youtube.com par jay. Fir apne google account se singin kare. Step 1.  Ab aapko scrin ke right side me upper ki taraf 3 dots, dikhenge unpe click kare jaisa mene scrin shot me bataya he.   Step 2.  Ab ek pop-up window khulegi jisme desktop, 💻select karenge to youtube ki site computer me show hoti he veisi dikhegi. Lekin aap chahe to mobile site, se bhi video's upload kar sakte he par me chahunga ki aap desktop site se upload kare.  Step 3.  Ab aapke mobile par desktop, 💻 vali site dikh rahi he. Ab aap right side me jaha aapke google account ka icon,

Youtube channel kaise banay?

चित्र
How to create YouTube channel?  Aaj ham sikhenge youtube channel banana. You tube duniya ka dusra sabse bada search engine he. Kya he YouTube?  youtube par har roj lakho video's upload hote he. Or karodo arbo log youtube par video dekhte he. Koi apna knowledge, share karta he to ko paise kamane ke liye karta he. Anginat log you tube se lakho rupay kamate he. Or koi koi to youtube se itne chamak jate he ki apne video se popular bhi ho jate he. Agar aap bhi youtube se paise kamana chahte he to ye post pade. Youtube par video kaise upload kare yaha click kare Youtube aapko paise kyu deta he? Kyuki youtube par aapne dekha hoga ki video chalu hone se pehle ads, aati he vo ads, adsense, deta he. To aapko bhi youtube channel bana ke usme kuch video upload karne he or youtube monetization enable kar ke ek adsense, account ke liye aavedan karna he. Jab aap youtube monetization page par jaynge to youtube aapko puchega ki monetization karne ke liye aapke pas ek a

Internet se paise kaise kamay?

Rojana 10 minute internet par kare or gar baithe paise kamay.  Har insaan rojana kam se kam 2 gante internet par yuhi gava deta he. Or agar us 2 ganto me se rojana 10 minute internet par paise kamane ke liye de to. Bas ek bar time pass samaj kar 30 din tak tray to jarur kar sakte he. Or agar nahi bhi huaa to kuch to experience hoga tray karne me kya jata he. Ho sakta he koi naya idea mil jay jo aapke kam bhi aa jave. Jyadatar log apni zindagi ka aadha vakt ye soch kar yuhi gava dete he ki kya me ye kar paunga ya nahi. Hamesha ek dar rehta he ki nahi kar paya to. Isi vajah se insaan apni zindagi me aadhe moke gava dete he. Or ye dar hame kuch karne nahi deta. To dar chodo or bindas ho jao. Jeisa bhi kam karna chahte ho karo. Namumkin kuch bhi nahi he sab hota he bas karne vala chahiye. To is post ko pura pade agar achcha lage to tray kare or dusro ke sath bhi share kare. Ab  me aapko kuch tarike bataunga internet se paise kamane ke. Internet se paise kama

Gold jewellery business me stock management kaise kare?

चित्र
How to manage gold jewellery business in hindi?  Aaj ham baat karenge gold jewellery business management ke bare me. Koi bhi business ho uska management jaruri he. Varna aapko nuksan hi sehna padega. Gold jewellery business me to aapko ek ek chij ka hisab rakhna padta he. Or roj ka kam roj karna jaruri he. Is liye sabse pehle stock ka hisab kitab bahut ahem he. Chahe aaj aapne kuch becha ya nahi becha. Stock roj lena padta he. Is liye ye sikhna behat jaruri he ki gold jewellery business ko kaise manage kare . Stock management.  To sabse pehle ham baat karenge stock ki ki stock kaise rakhe. Iske liye aapko teen register, rakhne honge. Ek me weight ka stock. Or dusre me nang ginane ka stock. Or tisre me label yani tag ka. Weight vale register me 4 colum, banay. Fast colum me new gold purchase. Second colum new gold sell. Thard colum old gold purchase. Or fourth colum old gold sell. Niche diye photo me dekhe. Gold jewellery business m

How to melt gold jewellery ornaments?

चित्र
Gold jewellery melt kaise kare?  Gold melting karne ke liye kuch jaruri tools chahiye hote he. Jese ek badi bhatti, honi chahiye. Or sath me ek mus, jisme gold jewellery bhar ke bhatti me rakha jata he. Or patthar ke koile, chahiye. Or ek reja, jisme pigle huye sone ki langdi padte he. Or ek electronic pankha, chahiye Or thodi suhagi bhi chahiye. Gold melt karne ki vidhi.  Jewelry melt karne se pehle use achchi tarah se check kare. Usme agar mina he to use achi tarah se nikal de nahi to usme fut aa jaygi. Fut vale sone me 1 present ka paise kam milta he. Yadi gold jewellery me stone he to vo bhi nikal de. kyuki stone ki vajah se langdi girane me ravali bahut girti he. Uske bad jewellery ko mus me bhar de. Or mus itni hi badi le jitna sona he. Jyada badi mat le. Gold melting  Fir bhatti ko chalu kare. Usme thode lakdi ke koile dale taki bhatti achi tarah se chalu ho jay. Uske bad patthar ke koile dale. Bhatti achchi