Good jewellery business keise kare? how to start a gold jewellery business? सोने के आभूषणौ का बिजनेस कैसे करै?

Aaj ham bat karenge gold jewellery Ornaments business ke bare me.
Gold necklace set
Gold necklace set

Agar aap gold jewellery business karna chahte he to is post ko pura pade.
Koi bhi business karne ke liye ya to koi investor chahiye ya fir apna khud ka paisa.
Agar aapke pas koi investor he to thik or agar koi investor nahi he or khud ka paisa he to aap gold jewellery business kar sakte he.
Business start karne ke liye suruvat me kam se kam 10 lakh rupay chahiye. 
Gold necklace set
Gold necklace set 



Gold necklace
Gold necklace 

10 lakh me gold jewellery business Kaise shuru hoga?




Ab aap soch rahe honge ki 10 lakh me gold jewellery business kese shru ho sakta hai. Yani ki kisi ki shadi he to 2ya4 lakh ka sona to koi bhi kharid leta he.
To ham 10 lakh ke rupay se 2ya3 girak ka requirement hi pura kar paynge.
Lekin aisa bilkul nahi he. Kyuki koi bhi business chote se hi bada hota he. Jaruri nahi he ki aapke pas karodo rupay honge to hi gold jewellery business kar paynge.
Aap ek baar kam paise me bhi survat kar sakte hai. 

Start karne ke baad survati dono me order se gehne bananae ka kam kare. Uske liye aapko chahiye hoga gahne banane wala ek karigar,or 3ya4 catlog, grahak ko gehno ke photo dikhane ke liye. Ya apne aaju baju ki kisi dusri shop se bhi la kar bech sakte he.

Aap achche achche catlog rakhe usme se pas karva ke bana kar de sakte he.
Or bhi bahut raste he aap laptop, me internet se photo batakar bhi bana ke de sakte he.
Iske sath sath aap girak se gehne girvi yani gold loan karvane ka business bhi kar sakte he.
Or sath sath silver ka business bhi kar sakte he. Silver ka kam bhi aachcha he. Isme aapko jayada kuch nahi karna kyuki silver me sab kuch teiyar milta he.

Kuch bhi banane ki bhi jarurat nahi bas order lijiye or lakar de dijiye.
Or agar stock me teiyar rakhenge to or achcha he. Or to or silver ka bajat bhi jyada nahi chahiye bas 4 ya 5 kilo silver bhi kafi he survat ke liye.
Uske bad to sab hoga dhire dhire itne sare raste he kuch na kuch hoga.
Or agar nahi bhi huaa to itna nuksan bhi nahi gold jewellery business band karne me. Aapka sona aadhi rat ko bhi bik jayga. Nuksan sirf farnicher ka he or chaho to vo bhi bik jata he.
Dusre business se kam nuksan hoga gold ka business me. Dusre business me to farnicher kya mal ka paisa bhi nahi milta he jab aap koi business band karte ho.

Is liye mere hisab se gold jewellery ka business aachcha he. Bas aap me talente hona chahiye ki aap girak ko pata sake.
Ab aapko kya karna he? Bas ek dukan kiray pe leni he. Jiska kiraya 15 hajar se jyada na ho. Or dukan ka farnicher banana he. Jo 1 lakh 50 hajar tak ho jyaga jyada mehenga bhi nahi chahiye.
Aage ki jankari ke liye is link par click kare. How to start a gold jewellery business in hindi
Padne ke liye dhanyavad.

Iske bare me YouTube pe video bhi  Dekhe.


https://www.indiafilings.com/learn/how-to-start-a-jewellery-business/

टिप्पणियाँ



  1. Thank you for sharing such a wonderful information. Very informative and helpful post. You can also view more about register private limited company by clicking on this http://www.setmybiz.in/

    जवाब देंहटाएं
  2. उत्तर
    1. Ha is baareme me ek post likhne vala hu. Mere blog ko subscribe karo. Me jab bhi ye post likhunga aapko mail dwara notification aayga

      हटाएं
  3. agar mai dukan na kholkar kisi dukan se gold leti hu kuch time bad bhechti hu to is tarah ke bushnish ki shurubat kaise karu

    जवाब देंहटाएं
    उत्तर
    1. Iske liye aapko gold ke market par dhyan dena hoga ki kab gold ke dam kam ho sakte he or kab badenge.

      हटाएं

एक टिप्पणी भेजें

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

गोल्ड ज्वैलरी बिजनेस कैसे करै how to start a gold jewellery business?

पुष्कराज रत्न क्यू पहनते हैं?

How to open Gold jewellery shop open karne ke 6 jaruri tips